शनिवार, 8 सितंबर 2018

O..AJNABEE...

O

Ajnabee khud se raha main
Kaise apni talaash mein
Kabhi khud ko jo nazar aaya
Hua apne khilaaf main

Jis mod pe tum gum hue
Wahin waqt yeh tham gaya
Na mili kabhi mujhko khushi
Na yeh kambakht gam gaya

O…

Zindag ik saza kyun hai
Hai dil apne hi haal mein
Dhundhta hoon jawab lekin
Uljha hoon sawaalon mein

Jis mod pe tum gum hue
Wahin waqt yeh tham gaya
Na mili kabhi mujhko khushi
Na yeh kambakht gam gaya

Tujhe hai pata toh mujhe bata
Kya meri khataa
Ab lagta adhura hai silsila

Yeh junoon yeh shikve kiye
Kaise hum jeeye
Teri yaad mein ho gaya hoon sirfira

Kisi raah pe mere humnava
Yunhi mujhse mil kahin bewajah
Phir mujhe khwaab woh tu dikha

Jis mod pe tum gum hue
Wahin waqt yeh tham gaya
Na mili kabhi mujhko khushi
Na yeh kambakht gam gaya

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें